Om Jai Yamuna MataHari Jai Yamuna Mata।
Jo nahaave phal paavesukh dukh ki daata॥
॥ Om Jai Yamuna Mata ॥
Paavan ShriYamuna jalagam bahai dhaara।
Jo jan sharan mein aayakar diya nistaara॥
॥ Om Jai Yamuna Mata ॥
Jo jan pratah hi uthkarnitya snaan kare।
Yam ke traas na paavejo nitya dhyan kare॥
॥ Om Jai Yamuna Mata ॥
Kalikal mein mahimatumhari atal rahi।
Tumhara bada mahatamchaaro ved kahi॥
॥ Om Jai Yamuna Mata ॥
Aan tumhare MataPrabhu avataar liyo।
Nitya nirmal jal peekarKans ko maar diyo॥
॥ Om Jai Yamuna Mata ॥
Namo Maat bhay haranishubh mangal karani।
Man bechain bhaya haintum bin Vaitarani॥
॥ Om Jai Yamuna Mata ॥

